Ek baat hothon tak hai jo aayi nahi, bas aankhon se hai jhankti.
Tumse kabhi, mujhse kabhi kuch labz hai wo mangti.
Jinko pehen ke hothon tak aajaye wo aawaz ki bahon mein bahein, daal ke jaise ithlaye wo.
Lekin jo ye ek baat hai, ehsaas hi ehsaas hai.
Khushboo si hai jaise hawa mein tairti, khushboo jo beaawaz hai.
Jiska pata tumko bhi hai, jiski khabar mujhko bhi hai.
Duniya se bhi chupta nahi, ye jaane kaisa raaz hai?
The above poem is from the movie, "Zindagi Na Milegi Dobara."

No comments:
Post a Comment